Advertisement

प्रशंसा के पुल बाँधना मुहावरे का अर्थ वाक्य प्रयोग Prashansa ke pul bandhna Muhavara

Prashansa ke pul bandhna मुहावरे का हिंदी में अर्थ meaning in Hindi

मुहावरा – प्रशंसा के पुल बाँधना
मुहावरे का हिंदी में अर्थ – बहुत तारीफ करना

प्रशंसा के पुल बाँधना मुहावरे का हिंदी में वाक्य प्रयोग –

वाक्य प्रयोग – गणेश अपने माता-पिता का आज्ञाकारी बेटा है इसलिए सारा गाँव उसकी प्रशंसा के पुल बाँधता है।
वाक्य प्रयोग – कम समय में राजीव गुप्ता ने अपने कारोबार को ऊचाँइयों पर पहुँचाकर अपनी प्रशंसा के पुल बँधवा लिए हैं।
वाक्य प्रयोग – हिमानी का बेटा जब से अफसर बना है वह उसके तारीफ के पूल बाँधते नहीं थकती है।
वाक्य प्रयोग – आज तो समारोह में सभाध्यक्ष ने शर्मा जी की प्रशंसा के पुल बाँध दिए।

Advertisement

Muhavara – Prashansa ke pul bandhna
Muhavare ka Hindi mein Arth – Bahaut taarif karna

Prashansa ke pul bandhna Muhavare ka Hindi mein vakya Prayog –

vakya Prayog – Ganesh apne mata pita ka aagyakari beta hai isliye sara gaanv uski prashansa ke pul bandhta hai
vakya Prayog – Kam samay mein rajiv gupta ne apne karobar ko unchaiyon par pahunchakar apni prashansa ke pul bandhva liye hai
vakya Prayog – Himani ka beta jab se officer bana hai ve uske taarif ke pul bandhte nahi thakti hai
vakya Prayog – Aaj to samaroh mein sabhadhyaksh ne Sharma ji ki prashansa ke pul bandh diye

Advertisement

Meaning of Hindi Idiom Prashansa ke pul bandhna in English:

प्रशंसा के पुल बाँधना मुहावरे का हिंदी में अर्थ एवं वाक्य प्रयोग

यहाँ पर हमने इस मुहावरे के बारे में निम्न बातें समझाई हैं:
प्रशंसा के पुल बाँधना वाक्य,
प्रशंसा के पुल बाँधना मुहावरे का अर्थ,
प्रशंसा के पुल बाँधना का अर्थ,
Prashansa ke pul bandhna sentence,
Prashansa ke pul bandhna meaning,
Prashansa ke pul bandhna vakya prayog in hindi,
Prashansa ke pul bandhna sentence in hindi,

25 लेटेस्ट मुहावरों का हिन्दी में अर्थ और वाक्य प्रयोग

Advertisement
Advertisement

Leave a Reply