Advertisement

जान में जान आना मुहावरे का अर्थ वाक्य प्रयोग Jaan mein jaan aana Muhavara

Jaan mein jaan aana मुहावरे का हिंदी में अर्थ meaning in Hindi

मुहावरा – जान में जान आना
मुहावरे का हिंदी में अर्थ – घबराहट दूर होना

जान में जान आना मुहावरे का हिंदी में वाक्य प्रयोग –

वाक्य प्रयोग – आंधी-तूफान में जब बेटा घर पहुंचा तो कहीं जाकर माँ की जान में जान आई।
वाक्य प्रयोग – रेलवे स्टेशन पर लावारीस बैग में जब बम मिलने की अफवाह झूठी साबित हुई तब जाकर जान में जान आई।
वाक्य प्रयोग – शहर में तेंदुए के आने से सब घबरा गए थे। जब जंगल विभाग वालो ने उसे पकड़ लिया तब जाकर सबकी जान में जान आई।
वाक्य प्रयोग – हम लोग एयरपोर्ट जाते समय ट्रैफिक में फँसे हुए थे, पर जब मोबाइल पर संदेश आया कि विमान एक घंटा लेट हो गया है तब जाकर जान में जान आई।

Advertisement

Muhavara – Jaan mein jaan aana
Muhavare ka Hindi mein Arth – Ghabrahat door hona

Jaan mein jaan aana Muhavare ka Hindi mein vakya Prayog –

vakya Prayog – Aandhi-toofan mein jab beta ghar pahucha to kahin jaakar maa ke jaan mein jaan aayi
vakya Prayog – Railway station par lawaris bag mein jab bomb milne ki afwah jhooti sabit hui tab jaakar jaan mein jaan aayi
vakya Prayog – Shehar mein tendue ke aane se sab ghabra gaye the. Jab jungle vibhag walon ne use pakd liya tab jaakar sabki jaan mein jaan aayi
vakya Prayog – Hum log airport jaate samay traffic mein fanse hue the, par jab mobile par sandesh aaya ki viman ek ghanta late ho gaya hai tab jaakar jaan mein jaan aayi

Advertisement

Meaning of Hindi Idiom Jaan mein jaan aana in English:

जान में जान आना मुहावरे का हिंदी में अर्थ एवं वाक्य प्रयोग

यहाँ पर हमने इस मुहावरे के बारे में निम्न बातें समझाई हैं:
जान में जान आना वाक्य,
जान में जान आना मुहावरे का अर्थ,
जान में जान आना का अर्थ,
Jaan mein jaan aana sentence,
Jaan mein jaan aana meaning,
Jaan mein jaan aana vakya prayog in hindi,
Jaan mein jaan aana sentence in hindi,

25 लेटेस्ट मुहावरों का हिन्दी में अर्थ और वाक्य प्रयोग

Advertisement
Advertisement

Leave a Reply