Advertisement

बाल-बाल बचना मुहावरे का अर्थ वाक्य प्रयोग Bal bal bachna Muhavara

Bal bal bachna मुहावरे का हिंदी में अर्थ meaning in Hindi

मुहावरा – बाल-बाल बचना
मुहावरे का हिंदी में अर्थ – मुश्किल से बचना

बाल-बाल बचना मुहावरे का हिंदी में वाक्य प्रयोग –

वाक्य प्रयोग – पहाड़ों से जब बस गुजर रही थी, तभी पहाड़ दरक गया और बड़े बड़े पत्थर नीचे की ओर आने लगे, उस दुघर्टना में हम बाल-बाल बचे।
वाक्य प्रयोग – ट्रेन के आगे हाथी का बच्चा आने ही वाला था कि एक व्यक्ति ने लाल झंडा दिखाकर ट्रेन को रोक दिया और हाथी का बच्चा बाल-बाल बच गया।
वाक्य प्रयोग – गाँव में बाड़ आने पर झुग्गी झोपड़ी वाले बाल-बाल बचे।
वाक्य प्रयोग – विमान दुर्घटना में सभी यात्री बाल-बाल बच गए।

Advertisement

Muhavara – Bal bal bachna
Muhavare ka Hindi mein Arth – Mushkil se bachna

Bal bal bachna Muhavare ka Hindi mein vakya Prayog –

vakya Prayog – Pahaadon se jab bus gujar rahi thi tabhi pahaad darak gaya aur bade bade pathar niche ki aur aane lage, us dughatna mein hum bal bal bache
vakya Prayog – Train ke aage haathi ka baccha aane hi wala tha ki ek vyakati ne lal jhanda dikhkar train ko rok diya aur haathi ka baccha bal bal bach gaya
vakya Prayog – Gaanv mein baad aane par jhuggi jhopdi wale bal bal bache
vakya Prayog – Viman durghatna mein sabhi yatri bal bal bach gaye

Advertisement

Meaning of Hindi Idiom Bal bal bachna in English:

बाल-बाल बचना मुहावरे का हिंदी में अर्थ एवं वाक्य प्रयोग

यहाँ पर हमने इस मुहावरे के बारे में निम्न बातें समझाई हैं:
बाल-बाल बचना वाक्य,
बाल-बाल बचना मुहावरे का अर्थ,
बाल-बाल बचना का अर्थ,
Bal bal bachna sentence,
Bal bal bachna meaning,
Bal bal bachna vakya prayog in hindi,
Bal bal bachna sentence in hindi,

25 लेटेस्ट मुहावरों का हिन्दी में अर्थ और वाक्य प्रयोग

Advertisement
Advertisement

Leave a Reply